Hum is article ma bawaseer ki alamat per bat karain gay, aur details sa bawaseer ki alamat aur ilaj kay baray ma bataya jaye ga.
Table of Contents
Bawaseer ek asi bemari ha jo keh insan ko intahai takleef ma mubtala ker daiti ha. Bawaseer jis ko english ma Piles bhi kehtay hain 2 types ki hoti hain
- Khooni Bawaseer
- Baadi Bawaseer
Is article ma hum apko tafseel sa khooni bawaseer aur baadi bawaseer ka ilaj ka baray ma batain gay. Aur apko ye bhi batain keh keh baadi bawaseer ki symptoms aur khooni bawaseer ki symptoms kia hoti hain aur kis terah sa is sa bacha ja sakta ha.
Read Also: What is Nausea? Meaning in Urdu Cause,Treatment and Prevention
Baadi Bawaseer ki Alamat
Baadi Bawaseer ma insan ko stool pass kertay huwa jalan aur takleef mahsoos hoti ha jis ki wajah sa usko baithna ma bohta problem hoti ha. Badi bawaseer ki starting Qabz ka ziada rahna ha. Ager ye kaha jaye keh bawaseer ki main jar(root) qabz ha to ghalat na hoga. Musalsal qabz rahna ki wajah sa bawaseer ki bemari lag jati ha. Is lia bawaseer sa bachna ha to qabz sa chutkara hasil kerna hoga. Qabz sa bach ka rahain gay to bawaseer ka honay ka chances khatam ho jain gay. Bawaseer meaning in English Piles() ha
Read More: Details Of Bawaseer In English
Baadi Bawaseer ki Alamat – Symptoms:
Baadi bawaseer ki alamat ma ye ha keh qabz ka mustaqil rahna bhi baadi bawaseer ki ek alamat ha is ka ilawa itching yani keh Kharish ka hona anal ma pakhanay wali jagah per aur sath sath waha per moqay nikalna bhi alamat ma shamil ha. Bawaseer ki symptoms aurat(female) ma aur mard(male) ma same hi hoti hain. Stole ka khul ker pass na hona aur bar bar hajat hona ye bhi baadi bawaseer ki symptoms ma shamil ha.
Khooni Bawaseer ki Alamat – Symptoms:
Khooni Bawaseer ki alamat wo baadi bawaseer ki terah same hi hain bas farq ye ha keh jo moqay hotay hain un sa khoon ana shuru ho jata ha. Jab qabz wali potty nikalti ha to wo un moqay ko pharti hoi nikalti ha aur sath hi un moqay sa khoon nikalna shuru ho jata ha aur isko kehtay hain khooni bawaseer. Baki khooni bawaseer ma dard(pain), Itching(kharish) aisay hi hoti ha jaisay keh baadi bawaseer ki alamat ma hoti hain.
Bawaseer ki Alamat in Female:
Bawaseer ki symptoms females aur males ma almost same hi hoti hain. Female ko bawaseer during pregnancy bhi ho jati ha. During pregnancy female ko qabz ki shikayat ho jati ha aur qabz ka mustaqil rahna ki wajah sa bawaseer hojati ha. Is ma khooni bawaseer ka hojana bhi possible ha. To pregnancy ma koshish kerna chahea keh qabz na ho takeh bawaseer in female na ho.

Bawaseer Ka Ilaj
Bawaseer ka ilaj gher ma bhi hosakta ha aur homeopathic medicine sa bhi hosakta ha. Kio keh alopathic ma iska ilaj sirf hot bath ha ya phir operation ha. Operation sa jo moqa nikla hota ha usko cut ker dia jata ha. ya phir patients ko pain killers di jati hain aur hot bath ka mashwara dea jata ha. Homeopathic ma bohat sari medicine ati hain jo keh bawaseer ka ilaj kerti hain jin ma sa ek piles ki medicine ka name Piler Tablet ha jo keh Mexa Pharma ki ha. piles ki medicine jo keh Piler Tablet ha wo khooni aur baadi bawaseer dono ka ilaj kerti hain aur sath hi constipation(Qabz) ko bhi khatam kerti ha.
Khooni Bawaseer Ka Ilaj
Khooni Bawaseer ka ilaj bhi baadi bawaseer ki terah hi ha. Baadi ma potty pass kertay huwa khoon nehi ata jab keh khooni bawaseer ki alamat ma ye ha keh is ma khoon ata ha. Khoon ka ana masso sa khooni bawaseer ki symptoms ma sa ha. Khooni bawaseer ka ilaj sab sa pehle ye ha keh Qabz ko khatam kerna ha. Qabz jitna jaldi khatam hoga utna hi jaldi khoon nikalna band hoga. Khooni bawaseer ka ilaj bhi homeopathic medicine ma ha. Khooni bawaseer ka ilaj ma Homeopathic medicine Piler Tablets bhi kafi helpful ha.

Bawaseer Symptoms in Urdu
بواسیر کے مرض میں مقعد کے مقام پر اندر یا باہر چھوٹے یا بڑے مسوں کی صورت میں پھلاوٹیں پیدا ہو جاتی ہیں جن میں دکھن ، جلن
اور درد ہوجاتا ہے، مریض کے لئے پاخانہ کرنا سخت تکلیف دہ ہوتا ہے۔ یہ سے پھوٹ جائیں تو خون کا اخراج شروع ہو جاتا ہے۔
بواسیر ہونے کا سبب :۔ عام غذائی خرابیاں اور بداعتدالیاں مسلسل بیٹھے رہنے کی عادت قبض ، کمز ورنسیں ، مقعد کی وریدوں میں خون کا رک جانا عام سبب ہوتا ہے۔ لیکن ایک خاص سبب جسم میں جسمانی عصر یعنی کلکیر یا فلور کی کمی ہے اس کی کمی کی وجہ سے وریدوں میں خون رک کر وریدوں کو پھیلا تا رہتا ہے اور مسے پھول جاتے ہیں۔ پاخانہ پر زور لگانے سے سخت پاخانے کی صورت میں سے پھٹ جاتے ہیں اور خون کا اخراج
ہونے لگتا ہے
Bawaseer Symptoms In Female In Urdu
Bawaseer ma bhi same hi hoti hain jaisay keh male ma hoti ha. Female ko some times during pregnancy bhi bawaseer ki shikayat ho jati ha kio keh us duran mustaqil Qabz rahta ha. Mustaqil qabz rahna ki wajah sa bawaseer ki shkyata ho jana ek aam bat ha is lia koshish ki jaye qabz sa bacha jaye.

Bawaseer ki Pic

Read Also: